Hacked? Change Your Password Before It’s Too Late!

Kya Aap Jaante Hain? Passwords, Frauds & Security Kya Aap Jaante Hain? Aadhe Se Zyada Log "123456" Password Use Karte Hain! Aaj ke digital yug mein cyber security sirf IT companies ka concern nahi balki har aam aadmi ke liye ek badi zimmedari ban chuki hai. Ek research ke mutabik, 68% log simple ya easily guess hone wale passwords jaise "123456", "password", ya "qwerty" ka use karte hain. Aur is chhoti si laparwahi ka nateeja hota hai — bank frauds, identity theft, aur dark web par aapke personal data ka sale! Recent Data Breaches Jo Darayenge 2024 - Ticketmaster & Santander Bank Breach: 560 million users ka data dark web par becha gaya, jisme email, phone number, login credentials tak shamil the. 2023 - Facebook Data Leak: 533 million Facebook users ka data, including phone numbers and names, publicly accessible ho gaya tha. 2022 - Indian Railways IRCTC Data Leak: 30 mi...