Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Personal Finance India

Financial Literacy & Money Management in India: The Missing Lesson for Students

Financial Literacy & Money Management 💡 Financial Literacy & Money Management: The Missing Lesson in India “Jo paisa manage nahi kar paata, wo kabhi financially free nahi ban paata.” Aaj ke time me financial literacy ek aisi skill hai jo har student aur professional ke liye zaroori hai. Lekin hamare India ke education system me abhi tak isse ek subject ke roop me place nahi diya gaya. Result? Young generation job market me enter to kar rahi hai, lekin paisa samajhne ki basic samajh ke bina. Aur phir unhe life me baar-baar financial stress ka saamna karna padta hai. 📑 Table of Contents Financial Literacy ka Asli Matlab Money Management: The Game Changer Skills Build Wealth Famous Finance Books ke Core Messages Life Me Money Ki Importance Students ke Liye Financial Literacy Global vs India: Financial Literacy Gap Future Suggestion: Subject Banana Conclusion Related Po...

PPF Account Kya Hai? Students ke Liye Financial Knowledge aur Tax Benefits Explained

PPF Account for Students and Youth: Future Ki Financial Security PPF Account for Students and Youth: Future Ki Financial Security Aaj ke youth aur students apni pocket money, internship earning ya salary kaafi baar outings, online shopping aur OTT subscriptions par kharch kar dete hain. Lekin sochiye, agar isi paiso ka ek hissa aap discipline ke saath save kar lein, toh 15 saal baad aapke paas ek badi rakam ho sakti hai jo aapke future dreams ko pura karne me madad karegi. Isi ke liye PPF (Public Provident Fund) ek perfect option hai. PPF Kya Hota Hai? Public Provident Fund ek Government backed saving scheme hai jisme aapko fixed interest milta hai. Iska lock-in period 15 saal ka hota hai aur sabse badi baat ye hai ki yeh completely tax-free hai. Matlab jo paisa aap invest karte ho, uspe jo interest banta hai, aur jo maturity ke time aapko milega – sab kuch tax free hoga. PPF ko "EEE" (Exempt-Exempt-Exempt) scheme kaha jata hai – Depo...